Baarish Ki Jaaye Lyrics by B Praak ft. Nawazuddin Siddiqui is latest Punjabi song with music also given by B Praak. Baarish Ki Jaaye song lyrics are written by Jaani.
Baarish Ki Jaaye Song Detail
Singer: B Praak
Composer: B Praak
Lyrics by: Jaani
Baarish Ki Jaaye Lyrics
Yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein karni hai
Toh fir nazar jhuka ke kare
Toh fir nazar jhuka ke kare
Taare uske haath me hone hi chaahiye
Jugnu uske saath me sone hi chaahiye
Oh khusbuon se uski sifaarish ki jaaye
Oh khusbuon se uski sifaarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar haans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Ho yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Mohabbat-e-jaani ki poori khwahish ki jaye
Mohabbat-e-jaani ki poori khwahish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar haans raha hai baarish ki jaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaye
Haye aashiq ho jane me kitna waqt lagta hai
Rab ke ghar me aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha use toh yeh maloom huya
Ke jannat ko paane me kitna waqt lagta
Yeh jamana jane naa
Kya kara sakti hai
Oh yaar mere ki nazar hai
Dariya dooba sakti hai
Uska bas chale toh saara dariya pee jaye
Uska bas chale toh saara dariya pee jaye
Ae khuda, ae khuda
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar haans raha hai baarish ki jaye
Yaar haans raha hai baarish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye


