Lag Raha Hai Dil Deewana Lyrics by Palak Muchhal is latest Hindi song with music also given by Jeet Gannguli. Lag Raha Hai Dil Deewana song lyrics are written by Manoj Yadav.

Lag Raha Hai Dil Deewana Song Detail
Singer: Palak Muchhal
Composer: Jeet Gannguli
Lyrics by: Manoj Yadav
Lag Raha Hai Dil Deewana Lyrics
Chup chupa ke dil pukare tera nam
Chup chupa ke dil pukare tera nam
Lag raha hai dil deewana ho gaya
Ho lag raha hai dil deewana ho gaya
Khushi ke maare dil dede na jaan
Hua hai jab se tu meharbaan
Tere lab pe jab se aya mera nam
Lag raha hai dil deewana ho gaya
Haa lag raha hai dil deewana ho gaya
Tu mere sang hai to kuch kam nahi
Bin tere jeene ka ab man nahi
Na tere ishq jaisa mausam kahi
Na teri baahon jaisi jannat kahi
Teri galion mein hi milta hai aaram
Teri galion mein hi milta hai aaram
Lag raha hai dil deewana ho gaya
Ho lag raha hai dil deewana ho gaya
Khushi ke maare dil dede na jaan
Hua hai jab se tu meharbaan
Tere lab pe jab se aya mara nam
Lag raha hai dil deewana ho gaya
Haa lag raha hai dil deewana ho gaya

