Chingari Koi Bhadke Lyrics by Raj Barman is latest Hindi Cover song with music also given by him. Chingari Koi Bhadke song lyrics are written by Anand Bakshi.
Chingari Koi Bhadke Song Detail
Singer: Raj Barman
Composer: Raj Barman
Lyrics by: Anand Bakshi
Chingari Koi Bhadke Lyrics
Na jaane kya ho jaataa
Jaane ham kya kar jaate
Na jaane kya ho jaataa
Jaane ham kya kar jaate
Peete hai to zinda hai
Na peete to mar jaate
Duniya jo pyaasa rakhe
Toh madira pyaas bujhaye
Madira jo pyaas lagaye
Use kaun bujhaye
Ho use kaun bujhaye
Chingari koi bhadke
Chingari koi bhadke
Toh saawan use bujhaye
Saawan jo agan lagaaye
Usse kaun bujhaye
Ho usse kaun bujhaye
Patjhad jo baag ujaade
Wo baag bahaar khilaye
Jo baag bahar mein ujade
Usse kaun khilaye
Ho usse kaun khilaye
Humse mat puchho kaise
Mandir tuta sapno ka
Humse mat puchho kaise
Mandir tuta sapno ka
Logo ki baat nahi hai
Ye kissaa hai apno ka
Koi dushman thes lagaye
To meet jiyaa behlaaye
Man meet jo ghaav lagaye
Use kaun mitaaye
Ho use kaun mitaaye
Chingari koi bhadke
Toh saawan use bujhaye
Saawan jo agan lagaaye
Usse kaun bujhaye
Ho usse kaun bujhaye


