Qadar Na Jaani Lyrics by Sonu Kakkar is latest Hindi song with music also given by Sanjeev-Ajay. Qadar Na Jaani song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi.

Qadar Na Jaani Song Detail
Singer: Sonu Kakkar
Composer: Sanjeev-Ajay
Lyrics by: Sanjeev Chaturvedi
Qadar Na Jaani Lyrics
Duniya se baaghi ho gayi haan
Tujhe tootke chaha maine
Tere chhote mote vaadon pe
Aitbaar sajaya maine
Main bholi na samajh saki
Teri niyat mein be imaani
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani oye
Main bhul gayi khudko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ik tere siva iss dil ko
Naa hai koyi arzu
Haan main bhul gayi khudko bhi
Mujhe yaad raha bas tu
Ik tere siva iss dil ko
Naa hai koyi arzu
Main bhuli na samajh saki
Teri niyat mein be imaani
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani jaaniya
Tune qadar na jaani oye
Sab lok-laaj duniya ki
Tere khaatir tajdi yaara
Kaise samjhaun dil ko
Ab tu panchi aawara
Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir tajdi yaara
Kaise samjhau dil ko
Ab tu panchi aawara
Sab lok laaj duniya ki
Tere khatir tajdi yaara
Kaise samjhau dil ko
Ab tu panchi aawara
Main bholi na samajh saki
Teri niyat mein be imaani
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani oye
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani aa
Tune qadar na jaani janiya
Tune qadar na jaani oye

