Barsaat Ki Dhun Lyrics by Jubin Nautiyal is latest Hindi song with music also given by Rochak Kohli. Barsaat Ki Dhun song lyrics are written by Rashmi Virag.
Barsaat Ki Dhun Song Detail
Singer: Jubin Nautiyal
Composer: Rochak Kohli
Lyrics by: Rashmi Virag
Barsaat Ki Dhun Lyrics
Aao ek bheegi huyi si kahani sunata hoon
Jab aasman se boondein nahi mohabbat barasi thi
Barsaat ne aisi dhun chhedi
Jiske liye zindagi sadiyon tarasi thi
Kisi shayar ka dil ban ke
Barasti hain boondein tum pe
Kisi shayar ka dil ban ke
Barasti hain boondein tum pe
Nazara uff kya hota hai
Guzarti hain jab zulfon se
Door kahi ab jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Dil mein yahi ek gham rehta hain
Sath mere tu kam rehta hain
Haan dil mein yahi ek gam rehta hain
Sath mere tu kam rehta hain
Chhod ke abhi jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Haan dheere dheere haule haule
Bheega dengi yeh barsaatein
Haan dheere dheere haule haule
Bheega dengi yeh barsaatein
Jaane kahan phir milengi humein
Aisi mulakaatein
Sambhalun kaise main dil ko
Deewana chahe bas tum ko
Khwaishon mein hi jal raha hoon
Main yahan
Woh pehli si baarish ban ke
Baras jao na tum hum pe
Hawa ka rukh badal jaye
Mohabbat karna tum aise
Khwaab mera yeh todo na tum
Jismon pe barasti baarish
Ne rooh bigadi hai
Is mausam ki sazish ne
Yun neendein uda di hai
Wasie toh doobane ko bas
Ik boond hi kaafi hain
Socho toh zara kya hoga
Abhi raat yeh baaki hain
Saath mein reh beh jao na tum
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garja simat gaye hum
Bijli chamki lipat gaye hum
Badal garja simat gaye hum
Hosh bhi ho jaane do gumm
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun
Sun sun sun barsaat ki dhun sun


