Tumse Milna/Is Kadar Lyrics by Guru Randhawa and Dhvani Bhanushali is latest Hindi song with music also given by Abhijit Vaghani. Tumse Milna/Is Kadar song lyrics are written by Sameer and Faaiz Anwar.
Tumse Milna/Is Kadar Song Detail
Singer: Guru Randhawa, Dhvani Bhanushali
Composer: Abhijit Vaghani
Lyrics by: Sameer, Faaiz Anwar
Tumse Milna/Is Kadar Lyrics
Dil mein hai betabiyan
Neend udne lagi
Tere khayalo se hi
Aankh judne lagi
Kya hai yeh kyun hai yeh
Kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada acha lagta hai
Tumse milna baatein karna
Bada acha lagta hai
Tumse milna baatein karna
Bada acha lagta hai
Behke behke mere din
Mehki mehki meri shaam
Koi aanchal te saza
Main to likho tera naam
Main to likho tera naam
Tumhari har aada
Tumhari har nazar
Yeh kya kehne lagi
Tumhe hai kya khabar
Is kadar pyaar hai
Tumse ae humsafar
Ab to jeete hain hum
Bas tumhe dekhkar
Sasoon mein basne lagi
Jabse tu ho jaane jaan
Apna sa lagne laga
Mujhko saara jahan
Mehka mehka lagta mujhko
Khushiyo se dil ka nagar
Kya hai yeh kyun hai yeh
Kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada acha lagta hai
Is kadar pyaar hai
Bada acha lagta hai
Is kadar pyaar hai
Bada acha lagta hai


