Ek Tarfa 2.0 Lyrics by Darshan Raval is latest Hindi song with music also given by Lijo George. Ek Tarfa 2.0 song lyrics are written by Youngveer.

Ek Tarfa 2.0 Song Detail
Singer: Darshan Raval
Composer: Lijo George
Lyrics by: Youngveer
Ek Tarfa 2.0 Lyrics
Zikar tumhara karta nahi hoon
Chahe woh mehfil mein
Fikar kari na tu aaj vi hain zinda
Toote huye is dil mein
Is duniya ki is bheed mein
Kahi kho na jaun main
Darr lagta hai kisi aur ka
Kahi ho na jaun main
Tu khush hain chahe baharon mein
Tu na tha mere sitaron mein
Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsha ho gya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gya
Ve laiyan dil ton laiya
Oh mahi par tu na aiya
Ve mere hisse judaiya
Kyun aaiya ve
Ve laiyan dil ton laiya
Oh mahi par tu na aiyaa
Ve mere hisse judaiya
Kyun aaiya ve
Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh
Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh
Chalo rabb diye je manzuri
Mainu vi koyi gila nahi
Lakhan si main manatan mangeya
Par kyun tu mila nahi
Yahi kismat thi deewane ki
Main hara jeet hui zamane ki
Usse dekhe huye bhi
Yaaron ik arsha ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gya
Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsha ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gya

