Toota Tara Lyrics by Nikhita Gandhi and Saaj Bhatt is latest Hindi song with music also given by Sanjeev-Ajay. Toota Tara song lyrics are written by Sanjeev Chaturvedi.

Toota Tara Song Detail
| Song Name: | Toota Tara |
| Singer: | Nikhita Gandhi, Saaj Bhatt |
| Composer: | Sanjeev-Ajay |
| Lyrics by: | Sanjeev Chaturvedi |
Toota Tara Lyrics
Naa zameen chahiye
Naa falak chahiye
Mujhko mere sanam ki
Jhalak chahiye
Naa zameen chahiye
Naa falak chahiye
Mujhko mere sanam ki
Jhalak chahiye
Unse bichhda toh main
Banzara ban gaya
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya
Mujhse mila de rabba
Mere sohne yaar ko
Mat aazma tu aise
Mere intezaar ko
Seene mein tere bhi
Dil toh dhadkata hoga
Kyu nahi tu milne deta
Do dilo ke pyaar ko
Unse bichhda toh dil
Besahara ban gaya
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya aa
Mera naseeb hai woh
Mera habeeb hai
Faasle hai darmiyan par
Dil ke kareeb hai
Tujhse yeh iltija hai
Ehsaan itna kar de
Yaar se mila sake naa
To yeh jaan fana kar de
Bichhda toh main
Banzara ban gaya
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya aa
Aasmaan se toota huya
Tara ban gaya

