Lockdown Duaa Lyrics by Harry Rana Ft Prbh Raja is Punjabi song with music given by Kar J Nation. Lockdown Duaa song lyrics are written by Harry & Bunny.

Lockdown Duaa Song Detail
Singer: Harry Rana, Prbh Raja
Composer: Kar J Nation
Lyrics by: Harry, Bunny
Lockdown Duaa Lyrics Harry Rana
Ya maula
Toote hue lamho ko aas teri
Zakhmi dilo ko talash teri
Mujhe maloom hai
Tu sunta har bath meri
Isi liye to dil katra
Har waqt faryaad teri
Faryaad teri
Ya khuda mere rehnmua
Tuhi bata mai jahu kaha
Ya khuda mere rehnmua
Tuhi bata mai jahu kaha
Sooni sooni hai teri galiya
Soona soona hai sara jahan
Sooni sooni hai teri galiya
Soona soona hai sara jahan
Ye waqt hai jo bhi guzar jayega
Halaat aise hai samjh aayena
Kar duaa..duaa..duaa qabool
Duaa..duaa..duaa qabool
Kar duaa..duaa..duaa qabool
Ali..ali..ali
Duaa..duaa..duaa qabool
Hai dharti akash ke khuda
Ab insaan se ho tu judaah
Kyu chalte firte raaston mei
Sannate chha rahe hai
Manav ek nahi hazaron
Mahamaari se marte ja rahe hai
Aisa kyu mujhe hai lag raha
Din ant ke pass ne aa rahe
Kyi khana bhi nahi kha rahe
Bukhe hi soyi ja rahe
kaiyo ki udd gyi ninde
Raaton ko so nahi pa rahe
Doctor police karamchari
Ab chain se nah jee paa rahe
Ya khuda ab tuhi bata
Kyu aise aafat aayi hain
Bad rahi hai kyu ye tabhai hai
Mahamari se bachne ke liye
Ban rahi na koi dawaai hai
Ab tuhi bata kyu tera
Ye krodh baar raha hain
New version wohi dharti yah
New version update kar raha hai
Hame pata hai iss musibat ka
Hal bhi tu dikhayega
In batak rahe insaan ko
Sahi rasto pe le aayega
Is burre waqt ke baad
Aache din bhi tu dikhayega
Ab karke maaf tu unko
Jinka koina kasoor hain
Kar duaa meri qabool
Kar duaa meri qabool
Kar duaa meri qabool
Hai Duniya ko darkar teri
Har bar teri..har bar teri
Hai Duniya ko darkar teri
Har bar teri..har bar teri
Mujhe maloom hai tu sunta hai
Har bar teri..har bar teri
Mujhe maloom hai tu sunta hai
Har bar teri..har bar teri
Chehra pe hasi sabke tu layega
Pehle ki trah sab kuch ho jayega
Kar duaa..duaa..duaa qabool
Duaa..duaa..duaa qabool
Kar duaa..duaa..duaa qabool
Ali..ali..ali
Duaa qabool..duaa qabool..duaa qabool
Jaise har kali raat ke baad
Sawera zaroor aata hai
Waise har qayamat ke baad
Teri rehmat ko badal baras jata hai
Baras jata hai..baras jata hai

