Mora Piya Lyrics by Javed Ali, Anjali Khandelwal is latest Hindi song with music also given by Shubhashish Upadhyay. Mora Piya song lyrics are written by Shubhashish Upadhyay.

Mora Piya Song Detail
| Song Name: | Mora Piya |
| Singer: | Javed Ali, Anjali Khandelwal |
| Composer: | Shubhashish Upadhyay |
| Lyrics by: | Shubhashish Upadhyay |
| Music Label: | Zee Music Company |
Mora Piya Lyrics
Mere dil ki
Har jazbaat mein tu
Dhadkan ko tera sahara
Haathon ki khas
Lakhiron mein tu
Kismaat ka tuhi sitara
Mere dil ki
Har jazbaat mein tu
Dhadkan ko tera sahara
Haathon ki khas
Lakhiron mein tu
Kismaat ka tuhi sitara
Rabb ne bada ek door se humko
Rabb ne bada ek door se humko
Rabb ka sukhar hajar
Mora piya sabse sohna mileya
Piya sabse pyara
Mora piya sabse sohna mileya
Piya sabse pyara
Rang gaye hai rang mein tumhare
Ab khudko kya samaare
Tham gaye hai sang yeh tumhare
Ab palkon kya sambhale
Rang gaye hai rang mein tumhare
Ab khudko kya samaare
Tham gaye hai sang yeh tumhare
Ab palkon kya sambhale
Dil khali ho ya din mere khaas ho
Zindagi jitni ho tere hi saath ho
Pyaari ladai ho agar si milai ho
Aankhon se aankho wali dher saari baat ho
Mehki mehki si raahe saaje
Mehki mehki si raahe saaje
Ho apna milan suhana
Mora piya sabse sohna mileya
Piya sabse pyara
Mora piya sabse sohna mileya
Piya sabse pyara

