Yaad Lyrics by Sonu Nigam is latest Hindi song from the album Roposo Jamroom with music also given by Mukund Suryawanshi. Yaad song lyrics are written by Saaveri Verma.

Yaad Song Detail
| Song Name: | Yaad |
| Singer: | Sonu Nigam |
| Composer: | Mukund Suryawanshi |
| Lyrics by: | Saaveri Verma |
| Music Label: | Sony Music India |
Yaad Lyrics
Haal apna kahe kisko
Kise dil ki bataaye re
Waqt bewaqt ki barsaat
Kyun mujhko sataaye re
Boondein banke yaadein barse
Bheegne ko mann kar jaaye re
Phir tu kisi bahane
Yaad aane lagi hain mujhko
Phir tu kisi bahane
Yaad aane lagi hain mujhko
Jaane tu bhi jaanu main bhi
Kya hain haal-e-dil
Bhule beete raaston pe
Aa kabhi toh mil
Maine woh chadaro ke
Silvato ko sambhale rakha hain
Dhadkan kya cheez hain ye
Yeh dil tere hi hawale rakha hain
Chhuna chaahu chhu na paun
Door tu khade muskaaye re
Phir tu kisi bahane
Yaad aane lagi hain mujhko
Phir tu kisi bahane
Yaad aane lagi hain mujhko

