Dariyaa Lyrics by Javed Ali is latest Hindi song with music also given by Ravi Singhal. Dariyaa song lyrics are written by Ravi Singhal.
Dariyaa Song Detail
| Song Name: | Dariyaa |
| Singer: | Javed Ali |
| Composer: | Ravi Singhal |
| Lyrics by: | Ravi Singhal |
| Music Label: | Warner Music India |
Dariyaa Lyrics
Tu joh kahin hain
Main wahin hoon
Tu joh nahin hain
Main nahin hoon
Dariyaa joh dariyaa
Tere mere beech hain
Usse paar karoon main ya nahi
Jaane kahan le aaya yeh dil
Na jaanu kya galat kya sahi
Pagal sa joh ho raha hoon iss pal
Karke yaad baatein main teri
Kehte sabhi main bhula doon tujhe
Par dil nahi haarta
Kuch nahi jaanta yeh nahi maanta
Bas raahein teri taake din bhar
Dariyaa joh dariyaa
Tere mere beech hain
Usse pyaar kahoon main ya nahi
Joh hum na mile toh
Tu hi bata kya sahi hain
Dariyaa joh dariyaa
Tere mere beech hain
Usse pyaar kahoon main ya nahi


