Kya Karein Lyrics by Ananya Birla and Ankur Tewari is latest Hindi song with music also given by Ankur Tewari. Kya Karein song lyrics are written by Ankur Tewari.
Kya Karein Song Detail
| Song Name: | Kya Karein |
| Singer: | Ananya Birla, Ankur Tewari |
| Composer: | Ankur Tewari |
| Lyrics by: | Ankur Tewari |
| Music Label: | Ananya |
Kya Karein Lyrics
Chaha bohot ke chahein tumhein
Raz apne dil ke baatayein tumhein
Duniya se hum choora ke tumhein
Khwaabon mein apne basayein tumhein
Par yeh dil ka mamla hain kya karein
Yeh dil na manta hain kya karein
Yaadon mein uljha huya hain
Mohabbat se khafa dil kya karein
Sambhale huye hain dard kayi
Rehna gaya ho bakaya koyi
Khauf kahon ya tajurba sahi
Dil pehle jaise ab dhadakta nahi
Par yeh dil ka mamla hain kya karein
Yeh dil na manta hain kya karein
Yaadon mein uljha huya hain
Mohabbat se khafa dil kya karein
Ek baar ko yeh maan lo
Pehle joh bhi huya hoga nahi
Aur iss dafa joh kuch bhi ho
Hum pyar mein badlenge nahi
Bilkul nahi
Par yeh dil ka mamla hain kya karein
Yeh dil na manta hain kya karein
Yaadon mein uljha huya hain
Mohabbat se khafa dil kya karein


