Kya Karoon Lyrics by Sanam Puri is latest Hindi song with music also given by Jaani. Kya Karoon song lyrics are written by Jaani.

Kya Karoon Song Detail
| Song Name: | Kya Karoon |
| Singer: | Sanam Puri |
| Composer: | Jaani |
| Lyrics by: | Jaani |
| Music Label: | Desi Melodies |
Kya Karoon Lyrics
Ho koyi jaadu koyi tona karwa gaya
Main mari kya karoon
Koyi jaadu koyi tona karwa gaya
Main mari kya karoon
Ho ek dhokhebaaz, ho ek dhokhebaaz
Ho ek dhokhebaaz pe dil aa gaya
Main mari kya karoon
Ho mehfil usko sunke
Rone laag gayi
Main bhi thodi thodi
Pagal hone laag gayi
Ho mehfil usko sunke
Rone laag gayi
Main bhi thodi thodi
Pagal hone laag gayi
Haaye aisi woh, haaye aisi woh
Haaye aisi woh shayari suna gaya
Main mari kya karoon
Ho ek dhokhebaaz, ho ek dhokhebaaz
Ho ek dhokhebaaz pe dil aa gaya
Main mari kya karoon
Ho pata bhi hai chhod jaayega
Phir bhi uske pichhe pichhe
Jaate hai hum
Khaayi nahi kabhi kisi se
Uski toh gaaliya bhi
Khaate hai hum
Woh aisa sauda
Joh kare na nafa
Woh khud hi kehte
Woh kare na wafa
Oh kehnda pagal kudiye
Oh darrda nai kade
Joh marda shayar te
Oh marda nai kade
Joh marda shayar te
Shayar te, shayar te
Ho meri akla te, ho meri akla te
Ho meri akla te parde paa gaya
Main mari kya karoon
Ho ek dhokhebaaz, ho ek dhokhebaaz
Ek dhokhebaaz pe dil aa gaya
Main mari kya karoon
Dil mein hai paap
Phir bhi khuda ke ghar mein
Sone-chandiyon ki tarah
Khara banda bana ho
Dil mein hai paap
Phir bhi rabb ji ke ghar mein
Sone-chandiyon ki tarah
Khara banda bana ho
Naam bata mujhe ek duniya mein
Dhoke kar kar ke joh
Bada banda bana ho
Kaun aidan karda ae belihaaz kaun
Main pucheya tere naalon
Wadda dhokebaaz kaun
Mainu jaani di, ho mainu jaani di
Ho mainu jaani di photo vikha gaya
Main mari kya karoon
Main mari kya karoon
Ho ek dhokhebaaz, ho ek dhokhebaaz
Ek dhokhebaaz pe dil aa gaya
Main mari kya karoon

