Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics by Ankush Bhardwaj is latest Hindi song with music also given by Himesh Reshammiya. Ab Tere Bin Nahin Jeena song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Ab Tere Bin Nahin Jeena Song Detail
Song Name: | Ab Tere Bin Nahin Jeena |
Singer: | Ankush Bhardwaj |
Composer: | Himesh Reshammiya |
Lyrics by: | Himesh Reshammiya |
Label: | Himesh Reshammiya Melodies |
Ab Tere Bin Nahin Jeena Lyrics
Vabasta hain mere dil me
Teri aashiqui ka aalam
Teri mohabbat me doob gaya hain
Meri yadon ka mausam
Tu hain mujhmein kuch iss tarah
Sagar me nadiya ho jis tarah
Aag lagaye dil me saawan ka maheena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yara
Ab tere bin nahi jeena
Aag lagaye dil me saawan ka maheena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hai oh yara
Ab tere bin nahi jeena
Mera maan aye jaaneman
Teri yaadon ka hain aaina
Darde dil darde jigar
Ab mujhse saaha jaaye naa
Tu mera raasta tu mera rehguzar
Nam dil pe tera likh liya
Tu ruke main rukoon
Tu chale main chaloon
Tu jaahan main wahan saathiya
Aag lagaye dil me saawan ka maheena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahi jeena
Har ek daga har mod pe
Chhoda rishton ne tanha mujhe
Rab se bas main maangun
Yara har ek lamha tujhe
Main phiroon darbadar
Main rahoon besabar
Nam leke mere yaar ka
Tu meri shayari tu mera falsafa
Tu mera silsila pyaar ka
Aag lagaye dil me saawan ka maheena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahin jeena
Maine tay kar liya hain oh yara
Ab tere bin nahi jeena