Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics from Agneepath is Popular Hindi song sung by Sonu Nigam with music also given by Ajay Atul. Abhi Mujh Mein Kahin song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.
Abhi Mujh Mein Kahin Song Detail
Film/Album: | Agneepath |
Song Name: | Abhi Mujh Mein Kahin |
Singer: | Sonu Nigam |
Composer: | Ajay Atul |
Lyrics by: | Amitabh Bhattacharya |
Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics
Abhi mujh mein kahin
Baaki thodi si hain zindagi
Jaagi dhadkan nahi
Jaana jinda hun mai toh abhi
Kuchh aisi laagan
Iss lamhen me hain
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hain saamane
Isse chhu lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara
Khushiyan chum lun
Ya roh lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara
Dhup me jalate huye tan ko
Chhaaya ped ki mil gi
Ruthhe bachche ki hansi jaise
Fusalaane se fir khil gi
Kuch aisa hi ab mahasus
Dil ko ho raha hain
Barason ke puraane jkhm pe
Maraham laaga sa hain
Kuchh aisa rahaam
Iss lamhen me hain
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hain saamane
Isse chhu lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara
Khushiyan chum lun
Ya roh lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara
Door se tuti patang jaisi
Thi yeh jindagaani meri
Aj ho kal ho mera na ho
Haar din thi kahaani meri
Ik bandhan naya peeche se
Ab mujhako bulaaye
Aane waale kaal ki kyon
Fikr mujhako saata jaaye
Ek aisi chubhan is lamhein me hain
Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hain saamane
Isse chhu lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara
Khushiyan chum lun
Ya roh lun zara
Maar jaaun ya ji lun zara