Allah Hoo Lyrics by Bilal Saeed is latest Hindi song with music also given by Bilal Saeed. Allah Hoo song lyrics are written by Bilal Saeed.

Allah Hoo Song Detail
| Song Name: | Allah Hoo |
| Singer: | Bilal Saeed |
| Composer: | Bilal Saeed |
| Lyrics by: | Bilal Saeed |
| Label: | One Two Records |
Allah Hoo Lyrics
Kisi se kya maangein
Jab dene waala tu
Kisi se kyun maangein
Jab dene waala tu
Kisi se kya maangein
Jab dene waala tu
Tu waadha hoo
Tu waadha hoo
Tu hi laashreeka laa hoo
Kar ata joh raza teri
Teri taraf yeh nigah meri
Sar jhuka bargah teri
Tu beshak hain haq allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Teri hi baadshahi hain
Tujhe toh sab aagahi hain
Jahan pe hum khade hain
Isse aage bas tabahi hain
Tu behtar sab se hai oh
Tu behtar sab se hain
Tu sab se behtar janne waala
Kahan jaaye tere dar se
Yeh tera maan ne waala
Kar ata joh raza teri
Teri taraf yeh nigah meri
Sar jhuka bargah teri
Tu beshak hai haq allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Kisi bhi aazmayish par
Teri poore naa hum utre
Oh kisi bhi aazmayish par
Teri poore naa hum utre
Bina maange diya tune
Magar hum hi the naa shukre
Tujhe naa yaad karte the
Magar tune naa bhulaya naa
Nibhaye tune sab waade
Koyi maine nibahaya naa
Tu behtar sab se hain oh
Tu behtar sab se hain
Tu sab se behtar janne waala
Kahan jaye tere dar se
Yeh tera maan ne wala
Kar ata joh raza teri
Teri taraf yeh nigah meri
Sar jhuka bargah teri
Tu beshak hain haq allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo

