Baarish Banke Aana Lyrics by Mohit Chauhan is latest Hindi song with music also given by Sugat Dhanvijay. Baarish Banke Aana song lyrics are written by Amit Lakhani, Sam Sadhani.

Baarish Banke Aana Song Detail
| Song Name: | Baarish Banke Aana |
| Singer: | Mohit Chauhan |
| Composer: | Sugat Dhanvijay |
| Lyrics by: | Amit Lakhani, Sam Sadhani |
| Music Label: | Elegant Eye Music |
Baarish Banke Aana Lyrics
Aa phir se milte hain hum do
Jaise mile pehli daafa
Aa karte ishq hum phir se
Joh hoga phir naa dobara
Baarishein baras ke gayi
Magar dil yeh bheeg naa paya
Ab ke joh aaye sawan
Toh saath mein tum bhi aana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Raas aaye na jahan ke rang
Tere sang le chaal kahin
Khwaabon mein joh
The khoye huye
Pal woh sachh kar sabhi
Pehchan de tu khud ko
Inn bundon sang kahin
Khud ho kar judaa juda yeh
Hai humko mila nahi
Aa phir se milte hain hum do
Jaise mile pehli daafa
Baarishein baras ke gayi
Magar dil yeh bheeg naa paya
Ab ke joh aaye sawan
Toh saath mein tum bhi aana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana
Tum baarish banke aana
Jee bhaar ke bheega ke jaana

