Befikriyan Lyrics by Palak Muchhal is latest Hindi song with music also given by Sandeep Batraa. Befikriyan song lyrics are written by Azeem Shirazi.
Befikriyan Song Detail
Song Name: | Befikriyan |
Singer: | Palak Muchhal |
Composer: | Sandeep Batraa |
Lyrics by: | Azeem Shirazi |
Music Label: | Voila! Digi |
Befikriyan Lyrics
Maat socho kal ki
Hai shaam dhalti
Muthi mein bhaar le
Khushiyan wo joh kal thi
Ho befikriyan manmaaniyan
Karta hain dil toh karne de
Kuch mastiyan manmarziyan
Hoti hain toh ho jaane de
Haan bas yahi hain zindagi
Haan bas yahi hain zindagi
Pal saare chaal jee lein khul ke
Khushiyon se milke zara
Ghaam jitne bhi aaye
Hawa mein uda dena saara
Har lamha khush hoke ghuzre
Joh chahein wo hum karein
Har manzil hain apni
Safar ka maza lena yaara
Haan jeena hain bas aaj hi
Kyun kal ki karein baat bhi
Bas khwaabon ki ungli
Pakad ke tu udd jaa zara
Kuch galtiyan atrangiyan
Karta hain dil toh karne de
Kuch mastiyan manmarziyan
Hoti hain toh ho jaane de
Haan bas yahi hain zindagi
Haan bas yahi hain zindagi
Haan bas yahi hain zindagi