Bewafa Yaar Lyrics by Nihal Tauro is latest Hindi song with music also given by Himesh Reshammiya. Bewafa Yaar song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Bewafa Yaar Song Detail
Song Name: | Bewafa Yaar |
Singer: | Nihal Tauro |
Composer: | Himesh Reshammiya |
Lyrics by: | Himesh Reshammiya |
Bewafa Yaar Lyrics
Mera yaar bewafa ho gaya hai
Yahi shikayaat karta hai dil
Socha naa tha yun juda honge hamare rastein
Yun juda hogi hamari haar manzil
Dushman bhi joh karne se dare
Aisa kam dost ne anjaam diya
Sache pyaar ko sachi yaari ko
Iss duniya mein tune badnam kia
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Dushman bhi joh karne se dare
Aisa kaam dost ne anjam diya
Sache pyaar ko sachi yaari ko
Iss duniya mein tune badnam kia
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Tere is dhokhe se meri
Zindagi sari tabah hai
Kya kahun aab aur main tujhko
Beshraam tu behaya hai
Toda ek pal mein tune naata
Sharm baaki hai kya tujhme
Maar chuka hai rishta fir bhi
Tu hai hamesha zinda mujhme
Dushman bhi joh karne se dare
Aisa kam dost ne anjam diya
Sache pyaar ko sachi yaari ko
Iss duniya mein tune badnam kiya
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Kitna pyaar diya maine tujhko
Apna sab kuch tujhko maana
Kagaaz ke phul mehkate nahi hai
Maine tujhse bas yeh jana
Ab bhi dil mein tu hi tu hai
Ek teri hi aarzoo hai
Bhulke sab kuch tu aaja
Bass teri hi justju hai
Dushman bhi joh karne se dare
Aisa kam dost ne anjam diya
Sache pyaar ko sachi yaari ko
Iss duniya mein tune badnam kiya
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar
Bewafa hai tu, bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar