Dard-E-Dil Lyrics by Panther is latest Hindi song with music also given by Ankee. Dard-E-Dil song lyrics are written by Panther.
Dard-E-Dil Song Detail
Song Name: | Dard-E-Dil |
Singer: | Panther |
Composer: | Ankee |
Lyrics by: | Panther |
Music Label: | Sony Music India |
Dard-E-Dil Lyrics
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Usne jalaya humko
Main usse jala kab
Hota zara bata aisa insaaf
Kaha par daga kar
Phir uski dawa kar
Baat bas itni si ki
Gaya ni tu bata kar
Tumne rulaya humko
Aansu na baha par
Hota zara bata
Aisa insaaf kaha par
Jyaada sunaya tune
Aur fir suna kam
Baat bas itni si ki
Gaya ni tu bata kar
Padha kar tu mere baare padha kar
Jaana hai kya upar leke wafa tujhe bachakar
Hansi gaya fansakar hansi gayi bhula kar
Koyi ghayal na chute jab koi chorey galey lagakar
Nazm tere naam pe to deta hu kuch bada padh
Ho gayi tu kharch karunga kya itna kama kar
Jyaada sunaya tune aur phir suna kam
Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Kehna toh hai kaafi tumse
Shayad ek baar toh mang logi maafi mujhse
Log kehte hum na reh gaye hai pehle jaise
Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme
Bhari duniya lagti khaali si hai
Na hoon akela par akelepan ka sath bhi hai
Tu gayi toh chala gaya sukoon bhi
Ab kisi jism me tere jism sa araam ni hai
Chehre kaafi par hai tera chehra nahi
Kehte sab par koyi tumsa kehta nahi
Rehne ko hai kaafi ghar mere paas
Par na gharme hoti tu toh
Ghar bhi gharsa lagta nahi
Lagta nahi gharsa lagta nahi
Lagta nahi ghar bhi lagta nahi
Sab kuchh pakar bhi sab kho diya hai
Kiya itna sab par tu na toh phir kyu kiya hai
Jhagadta na hai mujhse ab koyi
Apne me hu rehta kyunki
Apno ko hi kho diya hai
Kho diya hai kho diya hai
Kho diya hai
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi
Suno mera dard-e-dil
Usne zakham diya phir
Woh hanske chaal padi
Hum toh unke muntazir
Shikwe lakho par
Chehre pe shikan nahi