Gham-e-Ashiqui Lyrics by Rahat Fateh Ali Khan is latest Punjabi song with music also given by Kamran Akhtar. Gham-e-Ashiqui song lyrics are written by Parveen Shakir.
Gham-e-Ashiqui Song Detail
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Composer: Kamran Akhtar
Lyrics by: Parveen Shakir
Gham-e-Ashiqui Rahat Fateh Ali Khan
Gham-e-ashiqui teri rah mein
Shab e argo teri chah mein
Jo ujar gaya woh basa nahi
Jo bichar gaya woh mila nahi
Khabi arsh par khabi farsh par
Khabi un kay der khabi der-ba-der
Khabi arsh par khabi farsh par
Khabi un kay der khabi der-ba-der
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye
Teri haat vich door vay saienya
Uttay mee da ki zor vay saienya
Ghum sum beithi kamleyaan wangon
Andar chup da shor vay saienya
Mujhe yaad hai khabi ek thay
Magar aaj hum hain juda juda
Mujhe yaad hai khabi ek thay
Magar aaj hum hain juda juda
Wo juda huye tu sanwar gaye
Hum juda huye tu bikhar gaye
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye
Khabi neendh mein khabi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar
Khabi neendh mein khabi hosh mein
Tu jahan mila tujhe dekh kar
Na nazar milli na zuban hilli
Younhi sir jukha kay guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye
Gham-e-ashiqui tera sukhria
Hum kahan kahan se guzar gaye