Haan Kar De Lyrics from Uunchai is latest Hindi song sung by Amit Trivedi with music also given by Amit Trivedi. Haan Kar De song lyrics are written by Irshad Kamil.
Haan Kar De Song Detail
Film/Album: | Uunchai |
Song Name: | Haan Kar De |
Singer: | Amit Trivedi |
Composer: | Amit Trivedi |
Lyrics by: | Irshad Kamil |
Music Label: | Zee Music Company |
Haan Kar De Lyrics
Ab saalon mein jeena
Ya misaalon mein
Jawabon mein jeena
Ya sawalon mein
Sab haathon mein hai tere tu chahe
Ek rai deta hoon joh tu maane
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Sochh ko jaawan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Sochh ko jaawan kar de
Dard ki daawa bhi tu
Dard ka maaza bhi tu
Dard ki daawa bhi tu
Dard ki wajah bhi tu
Dard agar joh hota hain
Yeh samajh tu zinda hain
Dard se khafa kyun hain
Itna bewafa hain kyun
Apni saari kamzori
Apne saare dardon ko
Jeene ki wajah hain joh
Hum sabhi humdardon ko
Uth gale kaga apne
Chaal hunar dikha apne
Dekh li unchai tune
Ab tu par dikha apne
Ab tu par dikha apne
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Sochh ko jaawan kar de