Hum Dono Lyrics by Nikhita Gandhi is latest Hindi song with music also given by Arko. Hum Dono song lyrics are written by Arko.

Hum Dono Song Detail
| Song Name: | Hum Dono |
| Singer: | Nikhita Gandhi |
| Composer: | Arko |
| Lyrics by: | Arko |
| Music Label: | Zee Music Company |
Hum Dono Lyrics
Hawaaon mein
Ik naya sa rang mila
Hai tere sang
Yeh fiza yeh silsila
Main wahin chaali
Haan jahan tu chaala
Bhulaake har gila
Bane phir kaafila
Hum dono
Ho naa juda kabhi
Hum dono
Hai ik jaan tabhi
Hum dono mile iss tarah
Main tujhko
Yoon hi hasaun kabhi
Tu mujhko
Itna rulaaye tabhi
Hum dono ude bepanah
Aasmaano se jude
Taire yoon baadal mein
Aaja aasmaano mein udde
Doobey hum iss pal mein
Mera waada raha
Main saada teri rahi
Mera waada raha
Main saada teri rahi
Jahan tera dil kare
Hoon shaamil main wahin
Tu jahan pe bhi khush rahe
Meri manzil wahin
Jahan ghar tera
Haan wahin meri gali
Wahin meri gali wahin meri gali
Hum dono
Ho naa juda kabhi
Hum dono
Hai ik jaan tabhi
Hum dono mile iss tarah
Main tujhko
Yoon hi hasaun kabhi
Tu mujhko
Itna rulaaye tabhi
Hum dono ude bepanah

