Intezaar Lyrics by Lucky Ali is latest Hindi song with music also given by Mikey McCleary. Intezaar song lyrics are written by IP Singh, Lucky Ali.
Intezaar Song Detail
Song Name: | Intezaar |
Singer: | Lucky Ali |
Composer: | Mikey McCleary |
Lyrics by: | IP Singh, Lucky Ali |
Label: | Lucky Ali |
Intezaar Lyrics
Kale ganere andhere joh hai
Raasta joh dete savere ko hai
Zara sa aur karna sabar
Aane joh waali saher
Sapne yeh tere ya mere joh hai
Palkon pe daale yeh derain joh hai
Lori suna dete kabar
Aane waali saher
Intezaar aur tamanna
Har kadam woh sath chale
Sanjh se ubharti subah
Mein jaa ke woh ghul mil gaaye
Intezaar tu mera karna
Itne dino se kahani joh hai
Hothon pe baiti sunani joh hai
Hai yeh badi hi besabar
Mehfil joh aayi nazaar
Intezaar aur tamanna
Har kadam woh sath chale
Sanjh se ubharti subah
Mein jaa ke woh ghul mil gaaye
Pedo pe taange yeh joole joh hai
Ab naa samate yeh bhoole joh hai
Mausam ka hai hi yeh asaar
Lauta kohi joh hai ghar
Intezaar aur tamanna
Har kadam woh sath chale
Sanjh se ubharti subah
Mein jaa ke woh ghul mil gaaye
Samandar ko kya batana
Gehra kitna jana
Mohabbat ka yeh tarana
Samjha bas anjana