Janabe Ali Lyrics from Bad Boy is latest Hindi song sung by Himesh Reshammiya with music also given by Aditya Dev. Janabe Ali song lyrics are written by Himesh Reshammiya.
Janabe Ali Song Detail
Film/Album: | Bad Boy |
Song Name: | Janabe Ali |
Singer: | Himesh Reshammiya |
Composer: | Aditya Dev |
Lyrics by: | Himesh Reshammiya |
Music Label: | Zee Music Company |
Janabe Ali Lyrics
Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Meri atrangi zindagi mein
Teri demand hain
Tu hain mujhmein basi
Jaise badal mein chaand hain
Meri gali mein aaja jhalak dikhla jaa
Dil mein tu sama jaa zara
Mujhpe tu bhi maar le aaja pyaar kar le
Mood hain romantic mera
Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Yaadein din bhaar teri
Karti hai tez heartbeat ko meri
Aaja paas baith jaa khaali hain ye
Baju ki seat meri
Jis din se tune dil mein entry maari
Mera game over hua
Hai kasam se jana main tera deewana
Main tera follower hua
Dil se mere ye kaisa blunder hua
Tha main hunter ab tujh pe surrender hua
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali
Main kahi ka raha na
Janabe ali janabe ali janabe ali