Jhootha Lyrics by Altamash Faridi is latest Hindi song with music also given by Asif Faridi. Jhootha song lyrics are written by Shabab Ali.
Jhootha Song Detail
Song Name: | Jhootha |
Singer: | Altamash Faridi |
Composer: | Asif Faridi |
Lyrics by: | Shabab Ali |
Music Label: | AB Bansal Music |
Jhootha Lyrics
Teri khushi ke khatir
Har dard apna bana liya
Tu fir bhi mera huya nahi
Toone yaar mujhko mita diya
Jhootha dilasa deke mujhko gaya tu
Karke woh jhoothe waade chhod gaya tu
Kisko sunaye hum teri woh baatein
Deke sahara mujhko chhod gaya
Ab mere paas khone ko kuchh bhi nahi
Tha tu hi paas mere tu hi nahi
Jitna rona tha tere pyar main roh liya sanam
Tu hi sab kuch tha mera tujhko kho diya sanam
Jitna rona tha tere pyar main roh liya sanam
Tu hi sab kuch tha mera tujhko kho diya sanam
Tu mere sath jab tak tha
Dard mein bhi ek sukoon milta tha
Ishq ko mere yeh kiski nazaar lag gayi
Ho gaya tu juda kyu sanam
Teri bewafai ki baarish mein khudko dho liya
Jitna rona tha tere pyar main roh liya sanam
Tu hi sab kuch tha mera tujhko kho diya sanam
Jitna rona tha tere pyar main roh liya sanam
Teri khushi ke khatir
Har dard apna bana liya
Tu fir bhi mera huya nahi
Toone yaar mujhko mita diya
Kho diya kho diya tujhe kho diya maine
Kho diya kho diya tujhe kho diya maine
Kho diya tujhe maine
Ho tujhe kho diya maine yaar mere
Ho tujhe kho diya maine yaar mere
Tujhke paake mila kuchh nahi mujhko
Jab tujhe aana hi tha toh kyun
Gaya chhod ke
Ho tujhe kho diya maine yaar mere
Tujhe kho diya maine yaar mere
Tujhe kho diya maine yaar mere
Tujhe kho diya maine yaar mere