Kya Kiya Hain Tune Lyrics by Armaan Malik, Palak Muchhal and Amaal Mallik is latest Hindi song with music also given by Amaal Mallik. Kya Kiya Hain Tune song lyrics are written by Rashmi Virag.
Kya Kiya Hain Tune Song Detail
Singer: Armaan Malik, Palak Muchhal, Amaal Mallik
Composer: Amaal Mallik
Lyrics by: Rashmi Virag
Kya Kiya Hain Tune Lyrics
Kholi hai khidki maine
Iss naajuk si dil ki
Jage hain dekho phirse
Khwab hazaar
Banke laher tu aayi
Rooh se yun takrayi
Sadiyo se tha iss pal ke
Liye bekaraar
Kya kiya hain tune
Kya kiya hain tune
Kya kiya hain tune mereya
Jo jeene laga hun phirse
Khone laga hun khudse
Kya kiya hain tune mereya hmm
Shayad khatam ya phir bacha hain
Dil mein kahi pe tumhara intazaar
Tu samne se aise hai gujra
Aane laga hain humko tumse hain pyaar
Sauda ye do dilo ka
Lagta hai kuch palo ka
Nahi hoga ye humse baar baar
Kya kiya hain tune
Kya kiya hain tune
Kya kiya hain tune mereya
Kya kiya hain tune mereya hoon


