Maan Meri Jaan Lyrics by King is latest Hindi song with music also given by Saurabh Lokhande. Maan Meri Jaan song lyrics are written by King.
Maan Meri Jaan Song Detail
Song Name: | Maan Meri Jaan |
Singer: | King |
Composer: | Saurabh Lokhande |
Lyrics by: | King |
Music Label: | King |
Maan Meri Jaan Lyrics
Main teri aankho mein udaasi
Kabhi dekh sakda nahi
Tujhe khush main rakhunga soneya
Main tere hotho pe khamoshi
Kabhi dekh sakda nahi
Saari baatein main sununga soneya
Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bager
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein
Basake rakhunga
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Main saya banke saath
Tere rehna 24 ghante
Main rehna 24 ghantey
Tere bina dil lagda nai
Main aankhon se churalu
Jaana tere joh bhi ghum the
Haaye tere joh bhi ghum the
Meri baahon mein aake tu jaan nahi
Aisi rabb se main maangu dua
Tere dil se na kabhi khelunga
Saare raaz apne main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko paagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bager
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein
Basake rakhunga
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein
Chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein
Basake rakhunga
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Tu maan meri jaan
Maan meri jaan
Tu maan meri jaan