Main Aur Tu Lyrics by Gajendra Verma is latest Hindi song with music also given by him. Main aur tu song lyrics are written by Gajendra Verma.
Main Aur Tu Song Detail
Singer: Gajendra Verma
Composer: Gajendra Verma
Lyrics by: Gajendra Verma
Main Aur Tu Lyrics
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chalein
Kya ho gaya hai mujhe
Sath to khona nahi
Mar jaunga main bhale
Pyar hua hai mujhe hey ya
Kitne hi kaam main taalta hoon
Roz aata hoon milne tujhe
Doston ko bhi main taang doon
Chahe kahin bhi bulaye mujhe
Itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Main aur tu
Main jaanu na jaanu na
Bina tere kya karun
Yeh berang si zindagi hai meri
Rang bolo kaise bharun
Kyon maanun na maanun na
Jiyun ke main ya marun
Kya ho gaya hai mujhe hey yeah yeah
Kaise kaise ab ghuzarata hoon raatein
Main yaad karke tujhe
Aa jaye dil ko sukun phir se aaj
Bhar le baahon mein mujhe
Ho itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Yeah yeah main aur tu
Oh main aur tu
Hmm main aur tu
Yeah yeah yeah
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chalein
Kya ho gaya hai mujhe haan
Ho itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya woh tujhe
Kya lagta hai tujhko ke
Duniya mein hain sirf main aur tu
Hey main aur tu
Hey main aur tu
Main aur tu hey
Yeah yeah
Yeah yeah
Yeah yeah
Yeah yeah