Mann Bawraa Lyrics by Shael Oswal is latest Hindi song with music also given by Aditya Dev. Mann Bawraa song lyrics are written by Rashid Khan.
Mann Bawraa Song Detail
Song Name: | Mann Bawraa |
Singer: | Shael Oswal |
Composer: | Aditya Dev |
Lyrics by: | Rashid Khan |
Music Label: | Shael Oswal |
Mann Bawraa Lyrics
Khali khali dil hain
Dard se bhara
Bechain pal hain
Samjho zara
Khwaab ruthe aankhon se
Ab kyun na jaane
Khushiyaan paane ko dil
Doondhe bahane
Khushiyaan paane ko dil
Doondhe bahane
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Sunta nahi hain kyun laparwah
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Kaisi kaisi jaane
Umeede karta hain
Kuch kehne se pehle
Kyun yeh darta hain
Dariya se gehra hain
Pyaar yeh mera
Phir bhi kare kyun
Intezaar tera
Intezaar tera
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Bekhayali mein bhi
Khayal rakhta hain
Waqt kyun mujhse
Sawaal karta hain
Har roz rehta hain
Soch mein khoya
Kabhi hasta hain
Aur kabhi roya
Aur kabhi roya
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Mann bawraa hain yeh mann bawraa
Sunta nahi hain kyun laparwah
Mann bawraa hain yeh mann bawraa