Meri Aapki Kripa Se Lyrics by Master Saleem is latest Hindi song with music also given by Raaj Aashoo. Meri Aapki Kripa Se song lyrics are written by Murali Agarwal.
Meri Aapki Kripa Se Song Detail
Singer: Master Saleem
Composer: Raaj Aashoo
Lyrics by: Murali Agarwal
Meri Aapki Kripa Se Lyrics
Oh mere kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Oh mere kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Jagg me mera naam kanhaiya
Tunne hi karbaya
Majdaaro me fasi thi naiya
Tunne paar lagaya
Sabka swami tu antaryaami tu
Dikhta ho saamne mai piche se tu khda
Aese hi mere mohan mera naam ho raha hau
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Oh mere kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Oh mere kanhaiya tu sabka khewaiya
Dukh harne wala sabke mann basiya
Sabka palanhaar sabka karanhaar
Teri hi batti me hota sabka beda paar
Sabka palanhaar sabka karanhaar
Teri hi batti me hota sabka beda paar
Bhakto me tere kanha mera naam ho rha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki kripa se sab kaam ho raha hai