Ohh Yaara Lyrics by Javed Ali is latest Hindi song with music also given by Rashid Khan. Ohh Yaara song lyrics are written by Vishal Samrat.
Ohh Yaara Song Detail
Singer: Javed Ali
Composer: Rashid Khan
Lyrics by: Vishal Samrat
Ohh Yaara Lyrics
Aanshu oh ki baarishein
Ankho se beh gayi
Kwabo ki emaratein
Ik pal main deh gayi
Kisse kahon kaise kahon
Ehsaas hain tu mera
Tu chala dil se magar
Aakhon mei tera chehra
Ab bhi rehta hain tu mujh mein
Main khoya rehta hoon tujhme
Tu hi toh mera sahara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Aanshu oh ki baarishein
Ankho se beh gayi
Kwabo ki emaratein
Ik pal main deh gayi
Aanshu oh ki baarishein
Ankho se beh gayi
Kwabo ki emaratein
Ik pal main deh gayi
Bohat kaha bohat suna
Par tune ek naa suni
Bohat kaha bohat suna
Par tune ek naa suni
Kismaat mein meri tu nahi
Phir kyun hain tujh pe yakeen
Phir kyun hain tujh pe yakeen
Abb bhi tadpa hain tu mujhme
Abb bhi dharka hai tu mujhme
Tu hi to mera sahara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Aanshu oh ki baarishin
Ankho se beh gayi
Kwabo ki emaratein
Ik pal main deh gayi
Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke abb yun mujhe
Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke abb yun mujhe
Maar bhi jayun mein aagar
Uff na karunga mein tujhe
Uff na karunga mein tujhe
Yaadein hain teri iss dil mein
Tere bin hun mein mushkil mein
Tu hi to mera sahara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara


