Home » Hindi Songs » Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics – Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics from Tu Jhoothi Main Makkaar is latest Hindi song sung by Arijit Singh with music also given by Pritam. Pyaar Hota Kayi Baar Hai song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics - Tu Jhoothi Main Makkaar

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Detail

Film/Album: Tu Jhoothi Main Makkaar
Song Name: Pyaar Hota Kayi Baar Hai
Singer: Arijit Singh
Composer: Pritam
Lyrics by: Amitabh Bhattacharya
Music Label: T-Series

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Lyrics

 

Ishak mere yaara
Tu kar le dobara
Bas ik baar mein hi
Bhare na dil bechara

Sang rehne ke sham savere
Kya karne hai waade bathere
Hai zindgani agar chaar din ki
Toh lene hi kyun saat pehre

Toone jaawani mein seekha
Naa jaane kahan ka saleeka
Joh pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pehli mohabbat mein toh
Lagta yahi hai darling
Maar jaunga joh mujhko
Yeh na mili

Agli dafa mohabbat
Hoti hai toh lagta hai
Yeh waali mujhko pehle kyun na mili
Woh dil kya bhala
Joh toota na kabhi

Pehli dafa chot kha ke
Kyun dil ko lagana hi chhodein
Sab kuch mohabbat mein chalta hai toh
Kyun na do chaar dil hum bhi todein

Toone jaawani mein seekha
Naa jaane kaha ka saleeka
Joh pehle hi break up mein
Dil ne tere give up kar diya

Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya
Ek baar hi kiya toh yaaron
Pyaar kya kiya

Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Sirf ek pe kiya toh dil nisaar kya kiya
Pyaar hota hota hota kayi baar hai
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Tainu pyaar di lor ae
Chahida kinna ve
Kadi das de yaar nu
Inna inna ve

Ae lo ae lo
Tainu pyaar di lor ae
Chahida kinna ve

Twaadi khidmat vich haazir
Ae lo ae lo
Pyaar hota hota hota kayi baar hai

Pyaar Hota Kayi Baar Hai Song Video