Saali Lage Lyrics by Abhinav Shekhar is latest Hindi song with music also given by Vikram Montrose. Saali Lage song lyrics are written by Abhinav Shekhar.
Saali Lage Song Detail
Song Name: | Saali Lage |
Singer: | Abhinav Shekhar |
Composer: | Vikram Montrose |
Lyrics by: | Abhinav Shekhar |
Music Label: | BLive Music |
Saali Lage Lyrics
Kasam se cute hain tu
Ismein kya kusoor mera
Zubaan mute tab se
Dil majboor mera
Mann toh hain lafanga
Udta ishq ka patanga
Tha bhatak raha yeh kab se
Atka tere pe yeh panga
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Baby tera nasha yun sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main shaam savere
Le loon tere sang main saat phere
Baby tera nasha yun sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main sham savere
Le loon tere sang main saat phere
Main chahun hothon pe tere prem ki lali laage
Kabhi masoom to kabhi tu nakhre waali laage
Atm se nikle note tujhko jaali lagein
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Tujhe seedha sadha chhora kyun mawali lage
Meri meethi baatein bhi tujhko gaali laagein
Sab bhara bhara phir bhi kuchh khali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Teri teekhi aankein mujhko dunali laage
Tera gusse mein chillana bhi qawwali laage
Kabhi kaanton bhare phool ki tu daali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Tu woh chaand hai joh har roz dikhta nahi
Jo dikhta hai woh bikta par tikta nahi
Tu dikh gaya toh likh gaya kahani apne pyaar ki
Main jo sunane aaya apne car mein
Par mere car se toh mehangi teri baali laage
Tu din mein eid aur raat mein diwali laage
Harqaton se manchali si gharwali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Baby tera nasha yun sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main shaam savere
Le loon tere sang main saat phere
Baby tera nasha yun sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main shaam savere
Le loon tere sang main saat phere
Main chahun hothon pe tere prem ki laali laage
Kabhi masoom toh kabhi tu nakhre waali laage
Atm se nikle note tujhko jaali laagein
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Tujhe seedha sadha chhora kyun mawali laage
Meri meethi baatein bhi tujhko gaali laagein
Sab bhara bhara phir bhi kuchh khali laage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Teri teekhi aankein mujhko dunali laage
Tera gusse mein chillana bhi qawwali laage
Kabhi kaanton bhare phool ki tu daali laage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage