Saawan Ki Boondein Lyrics by Stebin Ben is latest Hindi song with music also given by Rashid Khan. Saawan Ki Boondein song lyrics are written by Rashid Khan.
Saawan Ki Boondein Song Detail
Song Name: | Saawan Ki Boondein |
Singer: | Stebin Ben |
Composer: | Rashid Khan |
Lyrics by: | Rashid Khan |
Music Label: | Zee Music Company |
Saawan Ki Boondein Lyrics
Inayaat aisi huyi mujh par
Duaa bann ke mila hai tu
Inayaat aisi huyi mujh par
Duaa bann ke mila hai tu
Kiye sajjde aada rabb ke
Meri chahat ka sila hai tu
Asar tera hai iss qadar
Asar tera hai iss qadar
Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Joh tere sang bitaaye pal
Rahenge yaad saada dilbar
Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Joh tere sang bitaaye pal
Rahenge yaad saada dilbar
Bechainiyon mein
Bhi chain aaya
Jab se qareeb maine
Tujhko hain paaya
Ho bechainiyon mein
Bhi chain aaya
Jab se qareeb maine
Tujhko hai paaya
Meri subah hain raushan tujhse
Saath mere rehna tu bann ke saaya
Saath mere rehna tu bann ke saaya
Fira main kis tarah dar dar
Tujhe paane ko humsafar
Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Joh tere sang bitaaye pal
Rahenge yaad saada dilbar
Baraste saawan ki boondein
Mujhe yaad aati hai aksar
Joh tere sang bitaaye pal
Rahenge yaad saada dilbar