Sahi Galat Lyrics from Drishyam 2 is latest Hindi song sung by King with music also given by Devi Sri Prasad. Sahi Galat song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya.
Sahi Galat Song Detail
Film/Album: | Drishyam 2 |
Song Name: | Sahi Galat |
Singer: | King |
Composer: | Devi Sri Prasad |
Lyrics by: | Amitabh Bhattacharya |
Music Label: | Panorama Music |
Sahi Galat Lyrics
Tu jaha se dekhta hain
Main galat hoon tu sahi
Dekh meri nazro se
Galat mein kuchh galat nahi
Karna hain joh karke hi
Rahunga maine tai kiya
Galat ko bhi sahi tarah se
Karne ka nischay kiya
Lagta hain toh dekh zurm ka
Jimmedar hoon main
Jab saboot hi nahi toh
Kaise gunehgar main
Poore hosh-o-hawas
Main kiya joh hain kiya
Galat ko bhi sahi tarah se
Karne ka nischay kiya
Teer ki tarah chalake
Apne har upaay ko
Mere har kadam ke
Aade aane waale nay ko
Saam daam dand bhed se
Bhi maine tay kiya
Galat ko bhi sahi tarah se
Karne ka nischay kiya
Samjhna khudko mujhse
Tez teri bhool hain
Siyaar jaisi hoshiyaar
Yeh fizool hain
Tera khayal thekedar
Hain tu waqt ka
Baadal ke rehta hain
Yeh waqt ka asool hain
Harkaton par kab talak
Meri nazar rakhega tu
Karte karte pehredari
Ek din thakega tu
Main magar nahi thakunga
Faisla hai yeh kiya
Galat ko bhi sahi tarah se
Karne ka nischay kiya