Sandese Aate Hai Lyrics from Border is latest Hindi song sung by Sonu Nigam and Roop Kumar Rathod with music also given by Anu Malik. Sandese Aate Hai song lyrics are written by Javed Akhtar.
Sandese Aate Hai Song Detail
Film/Album: Border
Singer: Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod
Composer: Anu Malik
Lyrics by: Javed Akhtar
Sandese Aate Hai Lyrics
Hooho hooho hoohoo hoho
Hooho hooho hoohoo hoho
Sandese aate hai
Humein tadpate hain
To chitthi aati hai
Vo poochhe jaati hain
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin yeh ghar
Suna suna hain
Sandese aate hai
Humein tadpaate hain
To chitthi aati hain
Vo poochh jaati hain
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin yeh ghar
Suna suna hain
Kisi dilwaali ne
Kisi matwaali ne
Humein khat likkha hain
Yeh humse poochha hain
Kisi ki saason ne
Kisi ki dhadkan ne
Kisi ki choodi ne
Kisi ke kangan ne
Kisi ke kajre ne
Kisi ke gajre ne
Mahekti subahon ne
Machalti shaamon ne
Akeli raaton ne
Adhuri baaton ne
Tarasti baahon ne
Aur pooccha hai
Tarsi nighahon ne
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye dil
Suna suna hain
Sandese aate hai
Humein tadpate hain
To chitthi aati hain
Vo pooche jaati hain
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar
Suna suna hain
Mohabbat walon ne
Hamare yaron ne
Humein ye likha hain
Ke humse poochha hain
Hamare gaon ne
Aam ki chaon ne
Puraane pepal ne
Baraste badal ne
Khet khaliayaanon ne
Hare maidaanon ne
Basanti belon ne
Jhoomti belon ne
Lachakte jhulon ne
Dehekte phoolon ne
Chatakti kaliyon ne
Aur poochha hain gaon ki galiyon ne
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin gaaon
Suna suna hain
Sandese aate hai
Humein tadpate hain
To chitthi aati hain
Vo pooche jaati hain
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar
Shuna shuna hain
Kabhi ek mamta ki
Pyar ki ganga ki
Jo chitthi aati hain
Saath woh laati hai
Mere din bachpan ke
Khel woh aangan ke
Woh saaya aanchal ka
Woh teeka kaajal ka
Woh lori raaton mein
Woh narmi haathon mein
Woh chaahat aankhon mein
Woh chinta baaton mein
Bigadna upaar se
Mohabbat andar se
Kare vo devi maa
Yahi har khat mein
Poochhe meri maa
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin aangan
Shuna shuna hain
Sandese aate hai
Humein tadpate hain
To chitthi aati hain
Vo pooche jaati hain
Ke ghar kab aaoge
Ke ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin ye ghar
Shuna shuna hain
Aye guzarne wali hawa baata
Mera itna kam karegi kya
Mere gaon jah
Mere doston mo salaam de
Meri gaon mein hain jo vo gali
Jahaan rehti hai meri dilruba
Usse mere pyar ka jaam de
Usse mere pyar ka jaam de
Wahin thodi door hain ghar mera
Mera ghar mein hain meri bodhi maa
Mere maa ke pairon ko chhoke
Usse uske beta ka naam de
Aye guzarne wali hawa zaara
Mere doston meri dilruba
Meri maa ko mera paiyam de
Unhe jaake tu yeh paiyam de
Main waapas aaunga
Main waapas aaunga
Fir apne gaaon mein
Usiki chaon mein
Ki maa ke aanchal se
Gaaon ke peepal se
Kisike kajal se
Kiya jo wada tha woh nibhaonga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga
Main ek din aaunga