Shukriya Lyrics from Chatrapathi is latest Hindi song sung by Ash King, Palak Muchhal with music also given by Tanishk Bagchi. Shukriya song lyrics are written by Mayur Puri.
Shukriya Song Detail
Film/Album: | Chatrapathi |
Song Name: | Shukriya |
Singer: | Ash King, Palak Muchhal |
Composer: | Tanishk Bagchi |
Lyrics by: | Mayur Puri |
Music Label: | Times Music |
Shukriya Lyrics
Sona sona
Dil ka kona kona hua
Joh hua tere rubaru
Joh na hona tha
Woh jaane kyun ho gaya
Ho gaya jahaan tu bhari
Tu mili toh laga khamkha bewajah
Dil mera yunhi dhadka kiya
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan tune dil chhua hain
Dil ne ki duaa hain tera shukriya
Aaj hi haan mile aaj hi
Aaj hi tumhi se pyar ho gaya
Aakhri haan meri tu aakhri
Saans pe bhi naam hai likha tera
Aur hain paar kya
Bas yahi hain pata
Pyar mein joh mita woh jiya
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan tune dil chhua hain
Dil ne ki duaa hain tera shukriya
Samne aaj hain samne
Samne hain mere jannatein meri
Thaam le tu agar joh thaam le
Haath mein ho saare mannatein meri
Aasmaan yeh mera razdan ban gaya
Naam toh tera laabon ne le liya
Shukriya tahe dil se shukriya
Haan tune dil chhua hain
Dil ne ki duaa hain tera shukriya
Tera shukriya hain dil se shukriya
Dil ne ki duaa hain tera shukriya hain
Tera shukriya