Home » Album Songs » Socha Na Tha Lyrics – Zaeden

Socha Na Tha Lyrics – Zaeden

Socha Na Tha Lyrics by Zaeden is latest Hindi song with music also given by Polar Beats. Socha Na Tha song lyrics are written by Kunaal Verma and Zaeden.

Socha Na Tha Lyrics - Zaeden

Socha Na Tha Song Detail

Singer: Zaeden
Composer: Polar Beats
Lyrics by: Kunaal Verma, Zaeden

Socha Na Tha Lyrics

 

Jaane kyun tere khayalon mein
Do mulakaton mein main kho gaya
Jaane kyun baaton hi baaton mein
Kuch toh bata mujhe kya ho gaya

Tere yaadon mein beete raatein
Hone laga main tera
Meri ye aankhein tujhe hi toh chahe
Tera hua dil mera

Socha na tha
Socha na tha
Socha na tha
Socha na tha

Jaane kya kehta hai aankhon se
Baitha hu shamon mein khud se juda
Tune kaha hai meri saanson mein
Behti hawaon mein yun har jagah

Tere yaadon mein beete raatein hai
Hone laga main tera
Meri ye aankhein tujhe hi toh chahe
Tera hua dil mera

Socha na tha
Socha na tha
Socha na tha
Socha na tha

Tere yaadon mein beete raatein hai
Hone laga main tera
Socha na tha
Meri toh raahon tu sath jaaye
Jagta hu main main mujhmein
Maine socha na tha

Socha Na Tha Song Video