Sun Maahi Lyrics by Armaan Malik is latest Hindi song with music also given by Vaibhav Pani, Zeek. Sun Maahi song lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Sun Maahi Song Detail
| Song Name: | Sun Maahi |
| Singer: | Armaan Malik |
| Composer: | Vaibhav Pani, Zeek |
| Lyrics by: | Kunaal Vermaa |
| Music Label: | Armaan Malik |
Sun Maahi Lyrics
Hai mausamon ki adaaon mein tu
Behta hain bheegi hawaon mein tu
Din bhaar chale hain khayalo mein tu
Sun maahi
Hain gunguni si subaahon mein tu
Khamoshiyon mein sadaon mein tu
Faila hain charon dishaon mein tu
Sun maahi
Khwaabon ke kinare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai sara jaha
Tere jaisa koyi kaha re
Khwaabon ke kinare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai sara jaha
Tere jaisa koyi kaha re
Jeena aaj se chahta hoon
Haan tu wahin zindagi hain
Kehne ka matlab toh yun hain
Mere paas har khushi hain
Bas tu aaj ik teri kaami hain
Khwaabon ke kinare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai sara jaha
Tere jaisa koyi kaha re
Khwaabon ke kinare mein bhi aau
Tu bhi aa re jee le zindagi zara si
Thode lamhe guzare
Na ho duniya ki baatein
Hum dono aur yeh taare
Maine dhundha hai sara jaha
Tere jaisa koyi kaha re
Maine dhundha hai sara jaha
Tere jaisa koyi kaha re


