Tanha Hun Main Lyrics by Krishna Mittal ft. Manoj Tiwari is latest Hindi song with music also given by Ajay Jaiswal. Tanha Hun Main song lyrics are written by Lado Suwalka.
Tanha Hun Main Song Detail
Song Name: | Tanha Hun Main |
Singer: | Krishna Mittal |
Composer: | Ajay Jaiswal |
Lyrics by: | Lado Suwalka |
Music Label: | T-Series |
Tanha Hun Main Lyrics
Sa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni sa
Sa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni
Hain dhoop meri zindagi
Mujhe saaye ki darkar hain
Aayega mausam ishq ka
Dhadkano ko aitbaar hain
Hain dhoop meri zindagi
Mujhe saaye ki darkar hain
Aayega mausam ishq ka
Dhadkano ko aitbaar hain
Tanha hun main tanhai mein
Khud ko kaise sambhalun
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Sa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni sa
Sa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni
Gaanv mein kisi ko bhi ye pata nahi
Ke main bas tum pe marta hoon
Tu ik dafa dikh jaye sau dafa teri
Isliye gali se ghuzarta hoon
Main bas tere liye sanwarta hoon
Main bas tere liye sanwarta hoon
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Sa sa ni sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni sa
Sa re sa re ga ma
Ga re ga sa sa ni
Roz dekhna chahta hoon
Tumhein aaine ki tarah
Par ye baat bhi tumko
Main kabhi keh na saka
Roz dekhna chahta hoon
Tumhein aaine ki tarah
Par ye baat bhi tumko
Main kabhi keh na saka
Tumse joh doori hain
Nahi ab zaroori hain
Ho ijazat joh tumhari toh
Dooriyan saari mita loon
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon
Tum bolo toh tumhein
Apna aasmaan bana loon
Sar rakh ke main kandhe pe
Do pal bita loon