Teri Aankhon Mein Lyrics by Darshan Raval and Neha Kakkar is latest Hindi song with music also given by Manan Bhardwaj. Teri Aankhon Mein song lyrics are written by Kumaar.
Teri Aankhon Mein Song Detail
Singer: Darshan Raval, Neha Kakkar
Composer: Manan Bhardwaj
Lyrics by: Kumaar
Teri Aankhon Mein Lyrics
Haa karde na choti motti galtiyo ko maaf
Itna sa bus ehsaasn karde
Karde na choti motti galtiyo ko maaf
Itna sa bus ehsaasn karde
Tu jo hai nazaar meri saanse na chale
Maan ja tu jeena ye aasaan karde
Tu khol mere dil ko or lele le talashi
Koi bhi na laga waha tere sivaa
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Bharke rakhti hu jebe main dil k apne
Bol kitna to laaoge udhaar
Jinna pyaar chahe dungi
Tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyaar
Baitha hai gussa teri naak pe ese
Thokk dia tujhko maine chod dia jaise
Marke bhi chodu main tu maanega kaise
Nikaal na zubaa se ese marne ki baat
Pyaar esa karunga k tu egi shabashi
Misaal mein dunga apne pyaar ki tarha
O teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Isha ko odh le sab hadde tod de
Aaj dono milke ik naye rishte ko jod de
Isha ko odh le sab hadde tod de
Aaj dono milke ik naye rishte ko jod de
Tu bole na mujhe kuch ab main sunti rahu
Ese pyaar karte karte dunia ko chodd du
O teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya