Thoda Lyrics by Rahul Sathu & Raftaar is latest Hindi song with music also given by Rahul Sathu. Thoda song lyrics are written by Kunaal Vermaa, Nas Khan & Raftaar.

Thoda Song Detail
Singer: Rahul Sathu, Raftaar
Composer: Rahul Sathu
Lyrics by: Kunaal Vermaa, Nas Khan, Raftaar
Thoda Rahul Sathu & Raftaar
Thoda Pyaar jo
Thodi si aas maang lu piya
Jab tu samne ho
Eh dil mai jo chupana ho bayaan
Thodi jeene ki wajah do
Thodi tum mai to panah do
Chahe toh sehme sehme
Is pyaar ko wafa do
Thodi kashmakash ghata do
thoda saanson ko panah do
Chahe toh sehme sehme
Is pyaar ko wafa do
Aayi toh hai ajnabee
Na lagti fir kyu anjaani
Kahi anjaane mai aaj hi hai
Koi kahaani hai ban jani
Us anjaan ko kahin mai jaan
Bujh ke hi jaan na keh du
Jaan pehchan badhane se pehle hi
Kahin jaan na de du
Ye teri aankhon ki galti
Ye teri baaton ki galti
Thode mere dil ka darr bhi
Tere aage meri saansein ni chalti
Dil ko tok du
Ya waqt rok du
Mai soch hi apni noch du
Kyonki tu bhi zada baatein ni krti
Tujhko jo dekha to
Khud ko bhi dekha mai
Tujhko to paana hi
Khud ko hi paana hai
Mujh me nahi saara hi tu
Dil kiya yeh tera banu
Thodi jeene ki wajah do
Thodi tum mai to panah do
Chahe toh sehme sehme
Is pyaar ko wafa do
Thodi kashmakash ghata do
Thoda saanson ko panah do
Chahe toh sehme sehme
Is pyaar ko wafa do

