Tinka Lyrics from HIT is latest Hindi song sung by Jubin Nautiyal with music also given by Manan Bhardwaj. Tinka song lyrics are written by Manan Bhardwaj.

Tinka Song Detail
| Film/Album: | HIT |
| Song Name: | Tinka |
| Singer: | Jubin Nautiyal |
| Composer: | Manan Bhardwaj |
| Lyrics by: | Manan Bhardwaj |
| Music Label: | T-Series |
Tinka Lyrics
Galiyan naraaz hai
Sadkein udaas hai
Kis kisko baantun
Main khushi
Chhoti si aas hai
Khudse ardaas hai
Aaye na aankhon mein nami
Laaunga khuda se main
Chheen ke woh saare pal
Joh tha mere aur bas mere
Mere bas mein the joh
Tinka hain tinka tinka
Jodna hain dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukoon sukoon
Tinka hain tinka tinka
Jodna hain dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukoon sukoon
Itna lamba safar
Tay karna mujhko hain
Raaste bhi dhundhle hai yahan
Girte chalunga kya kya karunga
Aage ka apna raasta
Launga khuda se main
Woh sukoon ke saare pal
Joh the mere aur bas mere
Mere bas mein the joh
Tinka hain tinka tinka
Jodna hain dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukoon sukoon
Tinka hain tinka tinka
Jodna hain dil ka dil ka
Tab jaake aayega sukoon sukoon

