Tohfa Lyrics by Vayu is latest Hindi song with music also given by Vaibhav Pani. Tohfa song lyrics are written by Vayu.

Tohfa Song Detail
Singer: Vayu
Composer: Vaibhav Pani
Lyrics by: Vayu
Tohfa Lyrics
Jab tere
Aas pas rehta hu main
Din ache jaate hain
Thapkiyan
Deti hain jab batein teri
Neend achshi aati hain
Mere har dukh ki dawa tu
Main door tujhse raha kyon
Mera hi mujhko pata hain
Tera kya hain
Tu hi bata de main janu na ke
Tera tohfa hoon main
Ya saza hoon
Kya hoon
Kya hi kahoon
Kyon uljha hoon
Tera tohfa hoon main
Ya saza hoon
Kya hoon
Kya hi kahoon
Kyon uljha hoon
Hain jo silsile inke sile
Aage ho kya hum jaane naa
Phir bhi jawab
Dhoondhein toh kyon
Tu mujhse mile
Hasske mile hasske vida
Iske siva hum koi khab
Dhoondhein toh kyon
Kal kya ho kisko pata yun
Baithe sochein bewajah kyon
Hona hain jaisa bhi
Hoga toh waisa hi
Phir bhi kabhi sochta hu main ki
Tera tohfa hoon main
Ya saza hoon
Kya hoon
Kya hi kahoon
Kyon uljha hoon
Tera tohfa hoon main
Ya saza hoon
Kya hoon
Kya hi kahoon
Kyon uljha hoon

