Woh Lyrics by Ikka, Dino James, Badshah is latest Hindi song with music also given by Aakash. Woh song lyrics are written by Ikka, Dino James, Badshah.

Woh Song Detail
| Song Name: | Woh |
| Singer: | Ikka, Dino James, Badshah |
| Composer: | Aakash |
| Lyrics by: | Ikka, Dino James, Badshah |
| Music Label: | Dino James |
Woh Lyrics
Hum toh doobe hai
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi
Unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Ab uska pata nahi
Dil mein joh rehta tha
Uski baaton ke
Afsane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Hum toh doobe hai
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi
Unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Ab uska pata nahi
Dil mein joh rehta tha
Uski baaton ke
Afsane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Haan maine kari yeh khata
Liya mera side
Ghalti chhupa ke saare
Black ko kiya white
Mere bina she’s dying
Phailaun main afwahein
Kafi saara kehna par
Pata nahi tu kahan hain
Jaise miss main karun baby
You miss me kya
Mere birthday mein beta
Tune wish nahi kiya
Dino strong hain bata yeh
Tujhe kisne kahan
Khair ab toh jhelna padega
Pain yeh hisse ka
Kya purane apne chat’s ko
Tu karti hogi read
Kya tu type karke messages
Karti hogi delete
Kya tu bhi pppchhna chahti hain
Ki kaisa hain tu d
Kya tu bhi try kar rahi hain
Are you trying to reach
Tere khyaal mein nahi hoon
Par tu khyaal rakhna
D saath mein nahi thoda malal rakhna
Joh bhi tha mere paas woh hua exhaust
Wapis pyaar karne ki karun majaal ab na
Hum toh doobe hai
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi
Unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Khyal tera dil se mitaya nahi abhi
Tu gayi phir dil yeh lagaya nahi kabhi
Bewafa maine tujhko bhulaya nahi abhi
Pyaar kiya bas tujhe ginwaya nahi kabhi
Bas ginni barsaatein aur tere diye gham
Dil maane nahi baat ke ab saath nahi hum
Bhole baba thoda karo inn kashton ko kum
Mere saath kali raat aur ek poori bottle rum
Poori raat nahi sobar daru badi pee hain
Yeh joh mohabbat khayalon mein hi jee hai
Hum toh mare jaa rahe hain milne ko
Kya tune bhi milne ki koshish kabhi ki hai
Meri yaad mein tu royi roti khayi tune nahi hain
Doston ko bola mere baare bura nahi hain
Chhod ke tu gayi par banda khada wahin hain
Ghalat bas hum woh toh ladki hai toh sahi hai
Hum toh doobe hai
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi
Unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Yeah!
Joh dikhe na woh dard nahi kya
Mahol yeh sard nahi kya
Aansun na dikhe ankhein hain kiski
Joh rota hain woh mard nahi kya
Yeh bata mujhe ke kaun nahi rota
Main hamare kamre mein nahi sota
Lightein band tv on nahi hota
Main hoon old school
Mujhse move on nahi hota
Kya jaane woh kahan gayi
Pehle bhi lade hai yeh pehli dafa nahi
Par kabhi aisi huyi woh khafa nahi
Ghalti hain meri woh bewafa nahi
Maine aisa kyon kiya
Pichhle maheene cancle har show kiya
Kal flight mein yunhi baithe baithe roh diya
Tere jaane pe pata chala maine kya kho diya
Hum toh doobe hai
Unki tasveeron mein
Mile sakoon nahi
Unke bin neendon mein
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Ab uska pata nahi
Dil mein jo rehta tha
Uski baaton ke
Afsaane likhne baitha
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Kya yaad mujhe bhi
Karti hogi woh
Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere binn
Rahoon main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere binn
Lagun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere bin
Rahun main jaise
Dooba dooba dooba sa
Soona soona soona sa
Bhula bhula bhula sa
Tere binn

