Yaad Na Aana Lyrics by Yash Narvekar and Akasa is latest Hindi song with music also given by Yash Narvekar. Yaad Na Aana song lyrics are written by Yash Narvekar.
Yaad Na Aana Song Detail
Singer: Yash Narvekar, Akasa
Composer: Yash Narvekar
Lyrics by: Yash Narvekar
Yaad Na Aana Lyrics
Tere bina kabhi
Shamein bhi ho meri
Ye socha na tha
Tanhai se meri
Yun hogi dosti
Ye socha na tha
Ke aise hi zindagi
Kat jane de tu meri
Na mile na sahi
Tujhse doori meri
Lagti hain mujhko sahi
Baat ye maan le tu meri
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana oh hoo
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana oh hoo
Tum bhi kabhi to
Kuch der hi par
Yaad karke mujhko
Sochte zaroor hoge
Darmiya hamare
Galtiyan thi kitni
Ginte ginte raatein
Kat te zaroor hoge
Jane do jo hua
Mil jayega phir koyi
Yun gujar jayegi zindagi
Tujhse doori meri
Lagti hain mujhko sahi
Baat ye man le tu meri
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana oh hoo
Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana oh hoo