Home » Album Songs » Zara Zara Lyrics – Stebin Ben

Zara Zara Lyrics – Stebin Ben

Zara Zara Lyrics by Stebin Ben is latest Hindi song with music also given by Piyush Shankar. Zara Zara song lyrics are written by Abhendra Kumar Upadhyay.

Zara Zara Lyrics - Stebin Ben

Zara Zara Song Detail

Singer: Stebin Ben
Composer: Piyush Shankar
Lyrics by: Abhendra Kumar Upadhyay

Zara Zara Lyrics

 

Main din sa tere sath tha
Tere bina main raat hoon
Tere labon pe na ruka
Jo main wahi toh baat hoon

Main zara zara sa mujhme hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein

Main zara zara sa mujhme hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein

Aakhon ki halat meri barsaat si hai
Kuchh din ki zindagi hai
Kuchh raat ki hai

Aakhon ki halat meri barsaat si hai
Kuchh din ki zindagi hai
Kuchh raat ki hai

Tukde mere bhi tumko
Chubhte rahenge
Dil kanch ka hai
Dhadkan bhi kanch ki hai

Main khafa khafa sa rehta hoon
Tu khafa khafa si rehti hai
Hum dono haste rehte sath mein

Main zara zara sa mujhme hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein

Zara Zara Song Video

You cannot copy content of this page