Zariya Tu Lyrics by Romy is latest Hindi song with music also given by Romy. Zariya Tu song lyrics are written by Sufi Khan.
Zariya Tu Song Detail
Song Name: | Zariya Tu |
Singer: | Romy |
Composer: | Romy |
Lyrics by: | Sufi Khan |
Music Label: | Times Music |
Zariya Tu Lyrics
Yaar tu
Kyun ishq mein bezaar tu
Hain mera intezaar tu
Hain darmiyan deewar kyun
Yaar tu
Kyun ishq mein bezaar tu
Hain mera intezaar tu
Hain darmiyan deewar kyun
Karun tujhse main ye kaise gila
Ishq mein main kaise jaala
Tu yaar mujhme aise mila
Jaise sagar mein dariya
Zariya tu
Zariya tu
Saanson ka zariya hain tu
Zariya tu
Zariya tu
Saanson ka zariya hain tu
Dekhe khwaabon ka
Jaagi raaton ka
Kyun hai bhool baitha re hisab tu
Zariya tu
Haan zariya tu
Saanson ka zariya hain tu
Mehrama tu hai sukoon hai junoon
Dekhoon main jidhar tu hi tu, tu hi tu
Mehrama tu hai sukoon hai junoon
Dekhoon main jidhar tu hi tu, tu hi tu
De gaya mujhe kaisa ye rog tu
Aa doori mita
Teri raza kya hai bata
Dil na jaala yaaran
Karun tujhse main ye kaise gila
Ishq mein main kaise jaala
Tu yaar mujhme aise mila
Jaise sagar mein dariya
Zariya tu
Zariya tu
Saanson ka zariya hain tu
Zariya tu
Zariya tu
Saanson ka zariya hain tu
Dekhe khwaabon ka
Jaagi raaton ka
Kyun hai bhool baitha re hisab tu
Zariya tu
Zariya tu
Saanson ka zariya hai tu